Surah Falaq(سورة القلق)
Surah Falaq Ki Tilawat Mai Ne Ki Hai
Allah Ne Is Surat Me Har Talkeef Ponchane Wali
Cheez Se
Har Aib Se
Har Hasad Karne Waale Se Panah Mangne Ko Batay Hai
Isko Padhne Ko Takeed Kiya Hai
Hamare Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Ne
Ye Surat Har Shar Har Talkeef Har Pare Shani
Jimnat Khabis Se Panah Mangne Ke liye Behtreen Surat Or Dua Hai
Isko Yd Kare or Padhe Bhi
Fallow Bhi Kare
IRFAN BIN AJMAT ALI
Hello..
Rooh Ki Sukoon Our Dil Ka Karar – Quraan Ki Tilawat
विकल्प 2 (शायरियों भरा)सुकून-ए-क़ल्ब (दिल का सुकून) की तलाश कुरान की तिलावत से पूरी होती है। 🎧🕋कुरान सुनो, समझो और अपनी जिंदगी को रोशन करो। 🌿
ياأيها الذين آمنوا اتقوا الله وقولوا قولا سديدا
Surah Feel (سورة الفيل)
Is Video Me Surah Feel Ki Tilawat Ki h
Jisme Allah Ne Un Logo Ka Zikr Kiya Hai
JO Kaabe Ko Dhaane Aay the
Allah Ne Un Tamaam Logo Ko Halaak Kiya Jo The
ISILY Is Surat Ka Nam Rakkha Feel
Yani Haathi Waale
Video Me Tilawat Sune Shair Bhi Kare Or Fallow Bhi Kare
#
, , , #
, , ,
Surah Waqiah(سورة الواقعية)
Is Video Me Mai Ne Surah Waqiah Ki Kuch Ayat Tilawat Ki Hai
Is Surat Ko Padhne Se Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam
Ne Farmaya
Ki Faaqa Nahi Aayga
Isko Padhne Se Admi Kabhi Bhuka Nahi Soy Ga
Is Surat Ko Zarur Padhna Chayye
Isko Sune Or Shair Bhi Kare
Or Fallow Bhi Kare
#
Surah Nabaa(سورة النبا)
Is Video Me Mai Ne Surah Nabaa Ki Tilawat Ki Hai
Is Surat Ko Nabaa Yaani Khabar Jiska Urdu Me Mana Hota hai
ya Hu Kahyye Ailaane Azeem
Q Ki Allah Ne Is
Me Qayamat Ka Tazkirah Or Apni Nemat Ka Or Jannat Dozakh Ka Tazkirah Kiya Hai
Or Zalimo Ke liye Saza Bhi Tazkirah Kiya Hai
Isliye Isko Ailaane Azeem Kaha Gaya Hai Isko Suniye Or Tarjuma Tafseer Padh Kar Sidhe Raste Pe Chliye
Allah Ham Sab Ko Jahannam Se Bacha Le
Fallow Bhi Kijiye Hme
#
#
Surah Ikhlas(سورة الإخلاص)
IS video Me Surah Ikhlas Ki Tilawat Ki Gay Hai
Allah Ne Is Surat Me Apni Pahchan Karaay Hai
Ki Allah Kon Hai Kiya Uski Olaad Hai Nahi
Sab Ka Jawaab Allah Ne Is Surat Me Dediya
Is Surat Ko Sune Or Tafseer Zarur Dekhe
Tarjuma Maine Kardiya Hai
Video
#
Surah Maaun(سورة الماعون)
Is Video Me Mai Ne Surah Maaun Ki Tilawat Ki Hai
Isme Allah Ne Garibo Ko Thakka Dene Wala Yateemo Ka Na Dene Waala Unka Kiya Anjaam Hoga Allah Ne Bayaan Kar Diya
Khuwaah Wo Namaazi Hi Q Na Ho
#
#
Khubsurat Dua(الدعاء الجميل)
Ye Jis Ayat Ki Mai Ne Tilawat Ki h
Ye Surah Baqarah Ki Ayaat Hai
Ye Ek Dua Ki Tarah Hai
Jis me Allah Se Duniya Or Akhirat Dono Ke liye Bhalaay Ki Dua Hai
Ise Har Namaaz Ke Bad Zarur Mange
, #
#
Surah Baqarah (سورة البقرة)
Is Video Me Surah Baqarah Ki Tilawat Ki h
Is Surat Me Allah Ne Bani Israel Pe Jo Inaam Kiye Unko Bayaan Kiya
Or Na Manne Pe Saza Bhi Sunay Hai
Ap Iska Tarjuma Tafseer Bhi Dekhe Puri Bat Samjh Me Ajygi
Surah Jumah (سورة الجمعة)
Ye Video Me Surah Jumah Ki Mai Ne Tilawat Ki h
AP Ise Sune Or Padhe Bhi Yad Bhi Kare
Allah Ne Isme Jume Ki Namaz Ke liye Takeed Ki h
Ap Jume Se Related Cheeze Zarur
Dekhe Or Tafseer Tarjuma Bhi Padhe
Jin Ayat Ki Tilawat Ki h Wo Ye Hai
يُسَبِّحُ لِلَّهِ مَا فِي السَّمَٰوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ الْمَلِكِ الْقُدُّوسِ الْعَزِيزِ
هُوَ الَّذِي بَعَثَ فِي الْأُمِّيِّينَ رَسُولًا مِّنْهُمْ يَتْلُو عَلَيْهِمْ آيَاتِهِ وَيُزَكِّيهِمْ وَيُعَلِّمُهُمُ الْكِتَابَ وَالْحِكْمَةَ وَإِن كَانُوا مِن قَبْلُ لَفِي ضَلَالٍ مُّبِينٍ (٢)It
#
Surah Yaseen (سورة يس)
Ye Surah Yaseen Ki Video Me Pahli Tilawat Hai Meri
Ise Zarur Sune Shair Bhi Kare
Surah Yaseen Quran Ka Dil Hai
Bimari Or Mot Ke Waqt Iska Padhna Behtar Hai
Surah Yaseen Ka Tarjuma
Or Tafseer Zarur Dekhe
#
#
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Website
Address
Lucknow