07/09/2011
http://www.youtube.com/watch?v=WnW1aPzQLpM
Uth baandh kamar kya Darta Hai, phir dekh KHUDA kia krta ha.
This is IT based company ' Coder ' Designing and Data entry
http://topsharehere.com/
This is our website where we put articles of all sorts mainly educational and entertainment
And we can provide Php' .net' Javascript ' Data entry and article writing facilities.
07/09/2011
http://www.youtube.com/watch?v=WnW1aPzQLpM
Uth baandh kamar kya Darta Hai, phir dekh KHUDA kia krta ha.
05/07/2011
:)))
Azmaish daldal jaise hoti hai is say insaan sirf apnay bal botay per nahi nikal sakta. kisi ka hath darkar hota hai.aur us waqat wo rasi woh hath mazhab ka hota hai.. haath nahi ho ga to aap ko daldal nikal lay gi daldal jis shakas ko nigal lenay may kamyaab ho jati hai usay dubara zaihir nahi kerti. jo shakas hath aur rasi kay zriye daldal say nikalnay may kamyaab ho jaye woh agli kisi daldal may nahi derta....
24/06/2011
beautiful selection of words
bara tujhy kaha tha mujhy apna na bana
ab chor k mujhy dunya me tmasha na bana
muje ghamon ka sath hai ujarhi mere dil ki basti hai
ye ishq ki akheer hai isey ibtda na bana
kb kese tujh se nata jhorha kuch malum nahi
mar mitey tumhi pe ab mere sabr ki intaha na azma
main mar b jaun to koi ghum nahi wasi
main to badnam hun tu mere lea ansu na baha'
kiya howa jo teray mathay per hain sajdoon k nishan
koi aisa sajda b karay' jo zameen per nishan chor jay
Hume khuda say aise mohabat hone chaye jis ka izhar her jaga karain' her mauqam per karain ' tanhai main b karain' is main chupna aur chupana nahi hay.....us say mohabat kahlwat main b karo aur jalwat main:)
Kahlafat phoolon say saji aik seeaj nazar aati hay but haqeeqat main kantoon say bahri aik khoof nak vadi hay....HAZRAT UMAR R.A
Ajeeb kashmakash ka Aalam tha k jaan kis ko dain "GHALIB"
Woh b aa baithy thy Aor Mout bhi......
:'(..... :'(
Try to find the way that you like and our Lord (ALLAH) too..........................
Insan k jab achay din shorro hotay hain tab us ko achay log milnay lag jatay hain
"Success is going from failure to failure without losing your enthusiasm."
- Winston Churchill