Alfaazon Ka Safar

Alfaazon Ka Safar

Share

Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Alfaazon Ka Safar, Education Website, Noida.

Main koi mashhoor shayar nahi, bas ek aam sa insan hoon jo apne ehsaason ko alfaazon me pirota hai.Zindagi ke dard,khamoshi,khwab aur sach — jo mehsoos hota hai wahi likhta hoon.Agar mere alfaaz aapke dil tak pahunch jaayein, to mera safar kamyab ho hogya

07/03/2026

कभी दिल कुछ कहता है, कभी दिमाग कुछ और…
और इंसान इन दोनों के बीच कहीं खो जाता है। 💔🧠
Hashtags:

06/03/2026

Alhamdulillah 🤍
Jumma ka din, doston ke saath aur duaon ke saath.
Jumma Mubarak sabko.
Hashtags:

05/03/2026

Ramadan sirf roza ka nahi, namaz aur Allah ke kareeb aane ka mahina hai. Aaj se 5 waqt ki namaz ki aadat banayein. 🤲🌙
Hashtags:

03/03/2026

Ramadan ki ibadat aur Holi ke rang…
Dono ka paighaam ek hi hai — Mohabbat 🤝✨
Hashtags:

01/03/2026

Doosra Ashra… Maafi maang lo, pata nahi agla Ramadan mile ya na mile 🤲🌙
Hashtags:

28/02/2026

Mujhe tumse mohabbat hai… par tumhare dil ka khuda jaane 💔❤️
🔖 Hashtags:

26/02/2026

Jab apna hi saath chhod de… tab dard aur gehra ho jaata hai 💔
Hashtags:

25/02/2026

Waqt badal gaya… par tumhari yaadein nahi 💔
Aaj bhi dil wahi ruk jata hai jahan tum thi…
Hashtags:

24/02/2026

Mohabbat tab mukammal hoti hai,
Jab woh Nikah ban jaaye. 🤲✨
Hashtags:

23/02/2026

Tarawih ki raat… dil ko milta hai asli sukoon 🌙✨
Hashtags:

22/02/2026

Iftar — sabr ka meetha inaam. 🌙
Hashtags:

20/02/2026

Dusra roza… pehla Juma… aur waqt haathon se phisal raha hai 🥺🤲
Na jaane agla Ramadan naseeb ho ya na ho…
Isliye har roza ko aakhri samajh kar jeeyein ✨

Want your school to be the top-listed School/college in Noida?

Click here to claim your Sponsored Listing.

Location

Website

Address


Noida